Noor jahan n kaha hai k mein apni maan betiyon k haqooq ki khatir ai hun . Noor jahan n btaya k woh apne cousin sharukh khan se milne bohat daffa india gai hein . unho n kaha sharukh khan aur peshawar k doosray star iss faisla se khush hein .
Unho n btaya k mere walid aik syaasi qaarkun thay .
Sharukh khan k dada ki baanson ki dukan hai jo k unke chacha zaad bhai challate hein. Yeh dunkan 1978 aur 1980 ki yaadon se bhare hai ۔


No comments:
Post a Comment
Thanks for visiting Blog